Thodi thodi katthai si uski aankhein
Thodi surme bhari..
Thodi surme bhari..
Hmm… thodi-thodi katthai si uski aankhein
Thodi surme bhari..
Thodi surme bhari..
Uske honthon pe muskurayein
Haaye duniya meri
Ho.. chakhna bhi chaahun
Rakhna bhi chaahun
Sabse chhupake usey.. haaye
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Mujhe bas ik jhalak toh dikha
Ho.. ho!
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Chaahe badle mein le le tu jaan
Woh hu wo…
Haaye duniya meri
Ho.. chakhna bhi chaahun
Rakhna bhi chaahun
Sabse chhupake usey.. haaye
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Mujhe bas ik jhalak toh dikha
Ho.. ho!
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Chaahe badle mein le le tu jaan
Woh hu wo…
Yaaron main kaise kahoon, kya hua?
Hosh hai ab kahin hai kahin yeh hawaa
Phirta hoon khud ko bhulaaye huve
Yaad meri mujhe toh dila do zaraa
Bematlab sa, jeeta raha tha
Ab mill gayi hai wajah.. haay
Hosh hai ab kahin hai kahin yeh hawaa
Phirta hoon khud ko bhulaaye huve
Yaad meri mujhe toh dila do zaraa
Bematlab sa, jeeta raha tha
Ab mill gayi hai wajah.. haay
Yun toh ye dil, haan phisalta nahi
Moam ki battiyon pe pighalta nahi
Naina woh hai na
Haan sitaarein hain dau
Chaand din mein kabhi bhi nikalta nahi
Jalna bhi chaahun, bujhna bhi chaahun
Main unn charaagon tale.. haaye
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Mujhe bas ik jhalak toh dikha
Ho.. ho!
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Chaahe badle mein le le tu jaan
Moam ki battiyon pe pighalta nahi
Naina woh hai na
Haan sitaarein hain dau
Chaand din mein kabhi bhi nikalta nahi
Jalna bhi chaahun, bujhna bhi chaahun
Main unn charaagon tale.. haaye
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Mujhe bas ik jhalak toh dikha
Ho.. ho!
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Chaahe badle mein le le tu jaan
0 Comments:
Post a Comment